Ek chhote dhabe se shuru hua safar
2011 mein Sharma ji ne highway ke kinare ek tandoor aur chaar table se shuruaat ki. Recipes wahi hain jo unki maa banati thi — dheemi aanch, desi ghee, aur koi shortcut nahi.
Aaj Haldi Kitchen mein 60 log ek saath baith sakte hain, lekin dal makhani abhi bhi raat bhar dheemi aanch par pakti hai.
15saal ka swaad
60+dishes
4.6Google rating